Motivational shayri
1.Aaj Baadlo Ne Fir Sajish Ki
Jaha Mera Gar Tha Wahi Baarish ki
Aagar Falaq Ko Zid Hai Bijliya Girane Ki
To Hame BHi Zid Hai Wahi Par Aashiya Banane Ki--
2.Na Puchho Ke Meri Manjil Kaha Hai
Abhi To Safar Ka Irada Kiya Hai
Na Haroonga Hosla Umar Bhar
Ye Mene Kisi se nahi khud se vadha kiya hai---
3.Hawa Mein Taash Ka Ghar Nahi Bante
Rone Se Bigde Muqadar Nahi Bante
Duniya Jitne Ka Hosla Rakh -e- Dost
Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Bante
4.In Nafrat Ki Divaro Ko Todega Kon
Agar Digaj Nahi Karenge To Pehl Karega Kon
Is Duniya Mein Bahot Raste Hai Chalne Ki Liye
Agar tu Sach Ke Raste Na Chala to Tujhe Yaad Karega Kon
Har Azadi Se Pehle Marna Padta Hai
Agar Tu Marne Se Dar Gya To Tujhe Azad Karvavega Kon –
5.Life is not a parking space , It is a racing track ...
Keep on moving ..,no matter when ,where and how
you start but reach your goal and
make a new record in this world.
6.Success is not a matter of handling the best
and winning the race;
success is the matter of handling the worst
and finishing the race..
7.The moment you think of giving up,
think of the reason why you held for so long.
"DO OR DIE" is an old saying,"DO IT BEFORE
YOU DIE" is the latest..
8.Har pal pe tera hi naam hoga,
Tere har kadam pe dunia ka salam hoga
Mushikilo ka samna himmat se karna,
Dekhna ek din waqt bhi tera gulam hoga
9.Zindagi ki asli udan abhi baaki hai,
Hamare iradon ka imtihaan abhi baaki hai,
Abhi to naapi hai kuch muthi bhar zamin,
Aage to saara Aaasman abhi baaki hai
10.Pal pal tarse the us pal ke liye,
Magar Yeh Pal aaya bhi to kuch pal ke liye ,
Socha tha use zindagi ka ek haseen pal bana lenge ,
Par wo pal ruka bhi to bas ek pal ke liye.
11.Kissa vo likho jo mashhur ho jay,
Dost vo na banao jo door ho jay,
Mohabbat na karna jindgi main,
Kuch essa kar jao ke log tumse mohhabat karne ko majbur
ho jay. . .
12.Zindgi Zakhmo Se Bhari Hai
Waqt Ko Malham Banana Sikh Lo,
Harna To Hai Maut Ke Samne
Filhal Zindgi Se Jitna Sikh Lo.
13.Yeh mat soch ki zimdagi mein kitne pal hain
Yeh soch ki har pal mein kitni zindagi hai
14.Jindagi me sada haste rahon,
Hasna jindagi ki jarurat hai,
Jindagi jiyo to is andaj me ki,
Hame dekhkar sabko lage ki Jindagi kitni khobsoorat hai
15.Zindgi Naam Hai Manzil Ki Taraf Jane Ka,
Zindgi Nam Hai Masti Mein Sada Gane Ka,
16.Mout Aaram Se So Jane Ki Badnami Hai,
Zindgi Naam Hai Toofano Se Takrane Ka.
17.Kare koshish agar insaan to kya kya nahi milta .
Vo sar utha ke to dekhe jise rasta nahi milta.
Bhale hi dhoop ho kaate ho raho me par chalna to padta hi hai .
Kyoki kisi payase ko ghar baithe dariya nahi
milta.
18.if u born as poor ,its not ur mistake .
but if u die as poor thats ur mistake!
19.Little faith says"U can do it"
Big faith says"U'll do it"
But Great faith says"It is done!"
nothing's impossible wen u believe in ursel
20.Rone se taqdir badalti nahi
Waqt se pahle raat dalti nahi
Dusaron ki KAMYABI lagti hai aasan
Magar KAMYABI raste mein padi milti nahi
21.Arrey mil bhi jaye KAMYABI aasani se agar
To essi KAMYABI kabhi pachati nahi
Arrey KAMYABI chahiye to paani mein aag lagani padegi
Magar ye bhi such hai ki paani mein aag aasani se lagti nahi
Arrey hath pe hath rakhane se pahle soch zara
Yun hi beithe-beithe to kismat kabhi sawarti nahi.
22.Har Khushi,Khushi Mange Aapse,
Har Zindgi,Zindgi Mange Aapse.
Ujala Hi Ujala Ho Muqaddar Me Aapke,Itna Ho Ki..
SURAJ Bhi Roshni Mange Aapse.
23.MUSKILEN DIL K IRADE AZMATI HAIN,
THOKREN INSAN KO CHALNA SIKHATI
GIRKE MAT HARNA TUM,
YAHI THOKREN HAME CHALNA SIKHATI HAI
24.Jindgi Har Kadam Par Ek Naya Mukam Deti
Hai Musibat Me Gir Kar Sambhalna
Phir Honslo Ka Intihan Leti Hai
Jo Bhawar Ko Chir Kar Nikalte Hai
Ye Duniya Phir Unko Salam Karti Hai
25.Apni jameen apna aakash paida kar,
Apne karmon se naya itihaas paida kar,
Mangne se manjil nahi milti ai dost,
Apne har kadam pe naya viashwas paida kar.
26.Most of the people never plan to fail,
but they fail to plan
27.A negative thinker see a difficulty in every opportunity.
A positive thinker see an opportunity in every new difficulty..
28.Jag me jab tu aaya tha,jag hasaa tu roya tha.
Karni kuch aisi kar ja, jag roye aur tu hasta ja.
29.Zindagi kaatne se behtar hai zindagi jina sikho,
Zindagi jeeni hai to mera yeh paigam likho
Duniya tumhare kadmo mein hogi
Bas mere dosto sikandar ki tarah sochna sikho]
30.Jo safar ikhtiyar karte hai,
Wahi manjilo ko par karte hai,
Bas ek bar chalne ka hausla rakho mere dost,
Aise musafiro ka to raaste bhi intejaar karte hai.
31.Q: What is SUCCESS ?
A: SUCCESS is when your signature becomes "AUTOGRAPH"
32.What is the seceret of success, i found in my room.
The Fan said = B COOL
The Roof said = AIM HIGH
The Window said = TAKE PAINS
The Clock said = EVERY MINUTE IS PRECIOUS
The mirror said =REFLECT BFORE U ACT
The Calender said = B UPTO DATE
The Door said = PUSH THE TROUBLES
The Lamp said = MAKE THE LIGHT UR FUTURE
HARD WORK is like STEPS,
LUCK is like LIFT.
LIFT may fail sometimes,
But STEPS will always get you to the TOP.
33.Bhagwaan ka diya kabhi "ALP" Nahi Hota,
Jo beech Me Tut Jaaye Wo "SANKALP" Nahi Hota.
Haar kO Laakshya Se Dur Hi Rakhna,
Kyunki Jeet Ka Koi "VIKALP" Nahi Hota.
34.ammannaooke aasmaan me sar uthakar toa dekho ,
Kabhi apni soch ko azmakar toa dekho ,
Badal jaayegi har taqdeer banane se pahele ,
Kabhi khud ko azmakar toa dekho
35.DON'T SAY YOU ARE NOT IMPORTENT ,
IT SIMPLY ISN'T TRUE,
THE FACT THAT YOU WERE BORN,
IS PROOF, GOD HAS A PLAN FOR YOU,
THE PATH MAY SEEM UNCLEAR RIGHT NOW,
BUT ONE DAY YOU WILL SEE,
THAT ALL THAT COME BEFORE,
WAS TRULLY MEANT TO BE,
GOD WROTE THE BOOK THAT IS LIFE,
THAT'S ALL YOU NEED TO KNOW,
EACH DAY THAT YOU ARE LIVING ,
WAS WRITTEN LONG AGO,
GOD ONLY WRITES BEST SELLERS,
SO BE PROUD OF WHO YOU ARE,
YOUR CHARACTER IS IMPORTENT, IN
THIS BOOK; YOU ARE THE "STAR"